Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~*shery {khamosh}*~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #91
    Re: ~*shery {khamosh}*~

    Dil K Veerane Aa Kar Sajaye Ga.
    Sacha Pyar Hi Use Meri Dehleez Per Laye Ga,

    Use Khabar Karo K Main Shehar Mein Aaya Hoon,
    Khush To Bohat Hoga Magar Mere Paas Na Aaye Ga,

    Kafan Mein Kuch Der Mera Chehra Khula Hi Rakhna,
    Meri Bebasi Dekhne Wo Zarur Aaye Ga,

    Wo Aaye To Mere Janaze Se Use Door Hi Rakhna,
    Us Ka Udaas Chehra Mujhse Dekha Na Jaye Ga,

    Meri Qabr Per mere Naam Ki Takhti Na Lagana,
    Aate Jate Use Mera Gham Sataye Ga...



    ...~~~SHERY {KHAMOSH}~~~...
    ~~~~~LOVE~IS~A~PART~OF~LIFE~NOT~LIFE~~~~~

    Comment


    • #92
      Re: ~*shery {khamosh}*~

      Mein pi k chup raha vo pila k chup raha..
      kiya gulaab tha jo murjha k chup raha..

      halaat ne kiya usy kitna sangdil..
      mein sun k ro diya vo suna k chup raha..

      bdle huey halaat mujhe ghamgeen kr gye..
      vo phir bhi door se hi muskura k chup raha..

      shayad vo torna nhi chahta tha dil mera..
      isi liye itna kareeb aa k chup raha..

      vo door ho gya mein kch bhi na kr saka..
      ankhon se fakat ansu baha k chup raha..



      ...~~~SHERY {KHAMOSH}~~~...
      ~~~~~LOVE~IS~A~PART~OF~LIFE~NOT~LIFE~~~~~

      Comment


      • #93
        Re: ~*shery {khamosh}*~

        Matti k jitne ghar main banata chala gaya,
        Ik shakhs KHFA ho k girata chala gaya,

        Wo mujh se bohat door door bhagta raha,
        jitna main us k naaz uthata chala gaya,

        Ik mere waste hi us ne dard rakhay thay,
        Baqi to wo har ek ko hansata chala gaya,

        Thi hath mein taqat par dil nahi maana,
        Us k siwa main sab ko harata chala gaya,

        Dil mein us ki yad k jitne charagh thay roshan,
        Un ko bhi sitamgar wo Bhujata chala gaya...



        ...~~~SHERY {KHAMOSH}~~~...
        ~~~~~LOVE~IS~A~PART~OF~LIFE~NOT~LIFE~~~~~

        Comment


        • #94
          Re: ~*shery {khamosh}*~

          Lipat kar apni tanhai se jagta rehta hon main..
          Tamam raat kisi ki yaad mujhe soney nahi deti..

          Us ki koi masoom si Shararat jb b aati hai yaad..
          Udaas to kr jati hai per roney nahi deti..

          Log kehte hain bhool kr use nayi zindgi shuroo kr..
          Wo rooh per qabiz hai muje kisi or ka hone nahi deti...



          ...~~~SHERY {KHAMOSH}~~~...
          ~~~~~LOVE~IS~A~PART~OF~LIFE~NOT~LIFE~~~~~

          Comment


          • #95
            Re: ~*shery {khamosh}*~

            Zindagi Mili Kuch Zara Si thi,
            Kuch is main Kami bhi Zara Si thi,

            Wo Roz hote gaye Paas se Paas Mere,
            Lekin Doori Phir bhi Kuch Zara Si thi,

            Chand Jagte Jagte Akhir so hi gaya,
            Raat Abhi Beeti Kuch Zara Si thi,

            Mohabbat Baanti Unhon ne Zamane Bhar main,
            Jo Humare Hisse main Aai Wo Zara Si thi.



            ...~~~SHERY {KHAMOSH}~~~...
            ~~~~~LOVE~IS~A~PART~OF~LIFE~NOT~LIFE~~~~~

            Comment


            • #96
              Re: ~*shery {khamosh}*~

              Kaha Us Ne,

              K Aakhir Tum,

              Bhula Dogy Mujay Ek Din...?

              Kaha Main Ne,

              Karon Main Kya,
              K Mar Jana Muqaddar Hai...



              ...~~~SHERY {KHAMOSH}~~~...
              ~~~~~LOVE~IS~A~PART~OF~LIFE~NOT~LIFE~~~~~

              Comment


              • #97
                Re: ~*shery {khamosh}*~

                Ajeeb tarah se nakaam rahy hum dono "AY SHERY",,,

                Wo mujhe chah na saki main use bhula na saka....!!



                ...~~~SHERY {KHAMOSH}~~~...
                ~~~~~LOVE~IS~A~PART~OF~LIFE~NOT~LIFE~~~~~

                Comment


                • #98
                  Re: ~*shery {khamosh}*~

                  Utha Tha Wakt_E_ Tahajud Usay Mangne K Liye KHUDA Se "AY SHERY"...

                  Wo Pehlay Hi Khari Thi Haath Uthaye Kisi Aur K Liye...!



                  ...~~~SHERY {KHAMOSH}~~~...
                  ~~~~~LOVE~IS~A~PART~OF~LIFE~NOT~LIFE~~~~~

                  Comment


                  • #99
                    Re: ~*shery {khamosh}*~

                    "AY ALLAH MERE WATAN KO SALAMAT RAKHNA (AMEEN)"

                    Q Aankh Me Behte Huay Ashkon Ki Lari Hy,
                    Chup Reh Mere Hamwatan Qyamat Ki Ghari Hy,

                    Hota Hy Kuch Gumaan Sa Maidaan-E-Hshar Ka,
                    Har ik Musalman Ko Apni Hi Pari Hy,

                    Mit Jaye Mera Dais Ye Halaat Bana Kar,
                    Atraaf Ki Har Kom Tamashy Pe Khari Hy,

                    Phir Surkh Surkh Hy Mere Dryaon Ka Pani,
                    Lagta Hy Kahen Khon Ki Barsaat Pari Hy,

                    In Zalimon Ko Jarr Se Mita De Ay Mere "RAB", (AMEEN)
                    Sab Hath Uthao K "DUAON" Ki Ghari Hy...!



                    ...~~~SHERY {KHAMOSH}~~~...
                    ~~~~~LOVE~IS~A~PART~OF~LIFE~NOT~LIFE~~~~~

                    Comment


                    • Re: ~*shery {khamosh}*~

                      *Mainy faslon ko mitaya wo judai kr gaya,,,,

                      *Kitna masom tha wo lakin bewafai ker gaya,,,,

                      *Wo sikha gaya kisi pay na aetbar karna,,,,

                      *Kitni burai kr k wo ik achai kar ga....



                      ...~~~SHERY {KHAMOSH}~~~...
                      ~~~~~LOVE~IS~A~PART~OF~LIFE~NOT~LIFE~~~~~

                      Comment


                      • Re: ~*shery {khamosh}*~

                        Aaj Shab Ronay Ko Bht g Kia,,,~~

                        Kisi Anjan Basti Me Khony Ko Bht g Kia,,,~~

                        Thak he Tu Chuke Hn Apni Zat Or Dunia Se,,,~~

                        Aj Hmesha k Liye Sonay Ko Bht g Kia...!~~



                        ...~~~SHERY {KHAMOSH}~~~...
                        ~~~~~LOVE~IS~A~PART~OF~LIFE~NOT~LIFE~~~~~

                        Comment


                        • Re: ~*shery {khamosh}*~

                          "Chal Chalte Hain Us Paar SANAM"


                          Chal Chalte Hain Us Paar SANAM,
                          Jahan Lehron ki Khamoshi Ho,
                          Jahan Sanson Ki Madhoshi Ho,
                          Jahan Jazbon Ki Behoshi Ho,
                          Jahan Ankhon Se Sargoshi Ho,

                          Chal Chalte Hain Us Paar SANAM,
                          Ik Nai Aag Lgaane Ko,
                          Is Dil Ki Pyas Bujhane Ko,
                          Ik Doje Ma Kho Jane Ko,
                          Aur Ik Pal Ke Naam Ho jane ko,

                          Chal Chalte Hain Us Paar SANAM,
                          Jahan Asan Sari Rahein Ho,
                          Jahan Ik Doje ki Bahen Ho,
                          Jahan Labon Pe Sard Si Ahain Ho,
                          Jahan Apni Aagosh Ki Panahein Ho,

                          Chal Chalte Hain Us Paar.....!!!



                          ...~~~SHERY {KHAMOSH}~~~...
                          ~~~~~LOVE~IS~A~PART~OF~LIFE~NOT~LIFE~~~~~

                          Comment


                          • Re: ~*shery {khamosh}*~

                            Suna Tha Zindagi Imtihan Leti Hai "FARAAZ"....

                            Magar Yahan Tou Imtihano Ne Zindagi Le Li....



                            ...~~~SHERY {KHAMOSH}~~~...
                            ~~~~~LOVE~IS~A~PART~OF~LIFE~NOT~LIFE~~~~~

                            Comment


                            • Re: ~*shery {khamosh}*~

                              Udaas shamon ki siskiyon main,
                              Kabhi jo meri awaz sun'na,

                              To beety lamhon ko yad kar k,
                              Unhi fizaon main lot ana,

                              Tum aya karte thy khawab ban kar,
                              Kbhi mehkty gulab ban kar,

                              Main khushk honton se jab pukaroon,
                              Unhi adaon main lot ana,

                              Meri wafaaon ko pass rakhna,
                              Meri duaon ko pass rakhna,

                              Main khali hathon ko jab uthaon,
                              Meri duaon main lot ana..!



                              ...~~~SHERY {KHAMOSH}~~~...
                              ~~~~~LOVE~IS~A~PART~OF~LIFE~NOT~LIFE~~~~~

                              Comment


                              • Re: ~*shery {khamosh}*~

                                Q dil me bas k dil dukhate hain log?

                                Q her qadam pe azmate hain log...

                                Har pal rehte hai ankhon me jo sapno ki tarah,

                                Phir unhi ankhon ko Q rulate hain log...



                                ...~~~SHERY {KHAMOSH}~~~...
                                ~~~~~LOVE~IS~A~PART~OF~LIFE~NOT~LIFE~~~~~

                                Comment

                                Working...
                                X